Posts

Showing posts from 2021

IMAM MUSLIM BIN AQEEL KI SHAHADAT KA WAQIYA.

Image
❤SAIYEDNA IMAM MUSLIM BIN AQEEL KA KOOFA KI RAWANGI SE LEKAR SHAHADAT E PAAK KE TAFSEELI WAQIYAT...... 🌃SAIYEDNA IMAM-E-HUSSAIN  رضي الله تعالي عنه KI BARGAH ME "KOOFIYO" KI DARKHAWASTE..... 🌠Ahle Kufa Hazrat Ameer Muaviya  رضي الله تعالي عنه Ke Zamane se hi Hazrat Saiyedna Imam-E-Hussain رضي الله تعالي عنه Ki Khidmat me Darkhawaste Bhej Rahe the, Tashrif Aawri Ki Iltijae Kar Rahe the Lekin Saiyedna Imam-E-Hussain رضي الله تعالي عنه Ne Saaf Inkar Kar Diya tha... 🌌Hazrat Ameer Muaviya  رضي الله تعالي عنه ki Wafat Par Aur Yazeed Ki Takht Nashini Ke Bad Ahle Iraq Ki Jama'ato Ne Muttafiq Hokar Hazrat Saiyedna Imam-E-Hussain رضي الله تعالي عنه Ki Khidmat me Darkhwaste Bheji Aur Apni Niyazmandi Wa Jazzbato  Aqeedat Wa Ikhlak Ka Bahut Zyada Izhar kiya Aur Hazrat Saiyedna Imam-E-Hussain رضي الله تعالي عنه Par Apne Jaano-Maal Fida Karne Ki Tamanna Zahir ki.... 🌠Is Trah ki Ilteza namo Aur Darkhwasto ka Silsila Band Ho Gaya Aur Tamam Jama'ato Aur Firqo ki Ja...

❤ ‏𝙎𝙀𝙀𝙍𝘼𝙏 𝙀 𝙈𝙐𝙎𝙏𝘼𝙁𝘼 ‎ﷺ ❤.

Image
Huzur Ke Walidain Karimain Ka Dobara Zinda Hona.... Hazrat Urwa Bin Zubair Ummul Momineen Hazrat E Ayesha Siddiqa Ne Farmaya Ke Huzur Ne Apne Rabb E Kareem Se Duwa Ki Aye Mere Rabb E Kareem Mere Walidain Ko Zinda Farma De To Rabb Taa'la Ne Apne Habib E Paak Ki Duwa Ko Qabool Farmate Huwe Aapke Walidain Karimain Ko Zinda Farmaya Aur Wo Dono Hazraat Dobara Zinda Hokar Huzur Par Imaan Laaye Aur Fir Apni Qabro Me Aaram Farma Ho Gaye.. Huzur Ke Walidain Karimain Inteqal Se Pehle Bhi Ahle Imaan W Touheed W Momin The Aur Jab Allah Taa'la Ne Apne Habib E Paak Ki Duwa Ke Sadqe Me Unhe Dobara Zinda Farmaya To Ye Dono Hazraat Apne Lakhte Jigar Huzur Nabi E Kareem Par Imaan Lakar Sahabiyat Ke Sharf Se Musharraf Ho Gaye Ya'ni Huzur Ke Walidain Karimain Momin Hai, Musalman Hai, Aur Sahabi Hai. (Shumulul Islam, Aa'la Hazrat - Al Burhan) Huzur Ke Walid Majid Hazrat Saiyedna Abdullah Ki Ek Azeem Karamat Jiska Zahoor 1400 Saal Se Ziyada Ke Ba'ad Huwa... Sann 1...

*❤HUSN E MUSTAFA ‎ﷺ ‏PAR AA'LA HAZRAT KE ASH'AAR AUR USKE MAF'OOM..*.

Image
Post 01. Post : 02