🌷MEELAD-E-MUSTAFA ﷺ 🌷
MEELAD SHARIF SHARIYAT KI ROSHNI ME..... 🌹ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ 💐ﺑِﺴْﻢِ ﺍﻟﻠﮧِ ﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِ ﺍﻟﺮَّﺣِﯿۡﻢِ 🎇Pehly yeh jaan lain k Ahle-sunnat ke nazdeek Eid milaad un Nabi صلی اللہ علیہ وسلم manana koi farz ya wajib nahi, Yeh ek MUSTAHAB amal hai, jo kary usko sawab Milega aur jo nahi kare us per koi Gunaah nahi..... 🌠Ab baat yeh aati hai k kya ISLAM humain ijazat deita hai Eid milaad-un-nabi manany ki ya nahi ? 🎇Iska jawab yeh hai ke Quran-o-hadees ki roshni main Eid-Milaad Un nabi ﷺ manana bilkul jaiz hai. koi bhi dusry maslak ka aalim aaj tak sharai daleel milaad k HARAM ya najaiz hony ki معاذ الله na aaj tak laa saka hai na la saky ga. 🌠Aage aane wale post me hum janenge ki kis tarha Eid-e-Milad manana jaiz hai Quran-o- Hadees ki Roshni me ! 🎆12vi Sharif ki Nisbat se ان شاءالله عزوجل ye 12 Topics jo neeche diye gaye hai aur mazeed kuch points bhi cover karne ki koshish ki jayengi.... ✅Aaqa-e-Kareem صلی اللہ علیہ وسلم ki wiladat kab hui ? ✅Quran kya farmata ...