📚TARJUMA-E-KANZUL IMAN, ALBUM-12📚
PARA 17, SUREH AMBIYA.... ✍🏻①. ✏Logo Ka Hisab Nazdik Aur Wo Gaflat me Munh Fere hai.. ✍🏻②. 🖊Jab Unke Rabb ke Pas Se Unhe Koi Nayi Nasihat Aati hai To Use Nahi Sunte Magar Khelte Huwe.. ✍🏻③. ✏Unke Dil Khel Me Pade hai Aur Zalimo Ne Apas me Khufiya Mashwarat ki Ke Ye Koun hai ?? Ek Tumhi Jese Aadmi to Hai Kya Jaadu ke Pas Jate ho Aur Dekh-Bhalkar... ✍🏻④. 🖊Nabi Ne Farmaya Mera Rabb Janta hai Aasmano Aur Zameen Me Har Baat ko Aur Wohi Sunta Janta hai.. ✍🏻⑤. ✏Balke Bole Pareshan Khawab Hai Balke Unki Ghadhat hai Balke Ye Shayir hai To Humare Pas Koi Nishani Laye Jese Agle Bheje Gaye the.. ⑥. ✏Unse Pehle Koi Basti Imaan Na Layi Jise Humne Halak Kiya To Kya Ye Imaan Layenge.. ✍🏻⑦. 🖊Aur Humne Tumse Pehle Na Bheje Magar Mard Jinhe Hum *Wahi* Karte To Aye Logo ! Ilm Walo se Pucho Agar Tumhe Ilm Na ho... ✍🏻⑧. ✏Aur Humne Unhe Khali Badan Na Banaya Ke Khana Na Khaye Aur Na Woh Duniya me Hamesha Rahe.. ✍🏻⑨. 🖊Fir...